Friday, December 31st, 2021

Science ki madad se apny neend k masail hal karain

lehaza hamari sehat, hamari majmoi taaqat aur kuch cheeze sirf depend karti hain ke hum kis terhan sotay hain, sonay k tareekay aur sonay se pehlay ki adaton par. agar aap ki neend achi thi to, aap ke baqi din active aur aap kay kaam ka nateeja mo-asar hoga kyun kay aap sehat mand hain aur yeh aik achi raat neend ki wjha hai. Naraaz ratain, Depression, susti aur thakawat ka baais ban sakti hain. lehaza, ye kuch baatain hain jo apki neend behtar bana sakti hain aur apki performance achi kar sakta hai.

Agar ap subha kanday k dard se jagty hain tou apni arf ko sonay se guraez karain. Dard k kandhay ki tarf sona, dard barha sakta hai. Ye bhi advise kiya jaat hai keh ap pait k bal na so.

Apni kamar k baal sona apko kisi bhi kisam k ghlti se bacha sakta hai. Sab se best tareeka apny sir k neechay orthopedic pillow rakhna hai. yeh aap ke kaandhon ko munasib position mein rakhay ga aur aap ko bohat se masail se bachaaye ga .

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *